Raat Sari Lyrics & Tabs by M.m. Kreem

Raat Sari

guitar chords lyrics

M.m. Kreem

Album : Zakhm bollywood PlayStop

Bekarari Mein Guzari
Sau Dafaa Darwaaze Pe Gayee
Haan, Sau Dafaa Darwaaze Pe Gayee

Bekarari Mein Guzari
Sau Dafaa Darwaaze Pe Gayee
Haan, Sau Dafaa Darwaaze Pe Gayee
Tu Na Tha
Wahan Khadi
Ghadi Ghadi
Yaad Thi Teri
Bekarari Mein Guzari
Sau Dafaa Darwaaze Pe Gayee
Haan, Sau Dafaa Darwaaze Pe Gayee
Odh Loon Main Pyaar Tera
Paihaan Loon Pyaar Tera

Haan, Sau Dafaa Darwaaze Pe Gayee
Odh Loon Main Pyaar Tera
Paihaan Loon Pyaar Tera
Phir Sanam Aana
Odh Loon Main Pyaar Tera
Paihaan Loon Pyaar Tera
Phir Sanam Aana
O, Is Se Pehle Nahin
Thehre Rehna Wahin
Aa Jana Abhi Nahin
Abhi Nahin
Jab Main Kahoon
Bekarari Mein Guzari
Sau Dafaa Darwaaze Pe Gayee
Haan, Sau Dafaa Darwaaze Pe Gayee...
Raaste Mein Jaa Miloon
Ya Raasta Main Dekhoon Tera
Kya Karoon Sajna
Raaste Mein Jaa Miloon
Ya Raasta Main Dekhoon Tera
Kya Karoon Sajna
O, Bekadi Ka Samaa
Dil Mein Kitne Ghumaan
Phir Koi Bhula Na De
Tujhe Mera Naam Pataa
Bekarari Mein Guzari
Sau Dafaa Darwaaze Pe Gayee...

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0078 sec