Piya More Lyrics & Tabs by Zubeen Garg

Piya More

guitar chords lyrics

Zubeen Garg

Album : Pakeeza bollywood PlayStop

Piya more piya piya piya
Jiya mora jiya jiya jiya
Hua tohara jiya

Mori baate samjhe na
Juda aisa bhaga
More vandhe suljhe na
Piya more piya piya piya
Raat jagaye ninde hamse
Ruthi huyi si raheti hai
Khwab uthaye in palko ke
Aankhe unhi mein baheti hai
Din kaunsa hai waqt kya hi
Ye jaane na
Kab chodati hai yaad koi
Mauka aane na

Ye jaane na
Kab chodati hai yaad koi
Mauka aane na
Din kaunsa hai waqt kya hi
Ye jaane na jaane na
Maane na o piya
Piya more piya piya piya
Jaane kaha se baate teri
Koi nikal hi aati hai
Laakh bujhau baati phir bhi
Phir se jal hi jaati hai
Kuch bewazah hi jaane kyaa
Ye dil karvaata hai
Kahi sujh bujh se koi dil
Hai ise paana
Kuch bewazah hi jaane kyaa
Ye dil karvaata karvaata hai
Jaa raha koi piya more piya
Piya more piya piya piya
Jiya mora jiya jiya jiya
Hua tohara jiya
Mori baate samjhe na
Juda aisa bhaga
More vandhe suljhe na
Piya more piya piya piya.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0115 sec