Meri Aankhon Ko Lyrics & Tabs by Nusrat Fateh Ali Khan

Meri Aankhon Ko

guitar chords lyrics

Nusrat Fateh Ali Khan

Album : Kise Da Yaar Na Vichhrey, Vol. 1PlayStop

Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun De Ga Samandar Ko Samandar Main Sahara Kaun De Ga Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun De Ga Mere Chehray Ko Chehra Kab Inayat Karrahe Ho Tumhain Mere Siwa Chehra, Tumhara Kaun De Ga Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun De Ga Mohabbat Neela Muasam Ban Ke Aa Jayegi Ik Din Gulabi Titliyon Ko Phir Sahara Kaun De Ga Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun De Ga Meri Aawaz Main Awaz Kiss Ki Bolti Hai Mere Geeton Ko Geeton Ka Kinara Kaun De Ga Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun De Ga Badan Main Aik Sehra Jal Raha Hai Bujh Raha Hai Mere Daryaaon Ko Qaisar Ishara Kaun De Ga Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun De Ga Samandar Ko Samandar Main Sahara Kaun De Ga Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun De Ga


Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0165 sec