Main Agar Kahoon Lyrics & Tabs by Vishal-Shekhar

Main Agar Kahoon

guitar chords lyrics

Vishal-Shekhar

Album : Om Shanti Om bollywood PlayStop

Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon
Kehna Chahoon Bhi To Tumse Kya Kahon
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon

L.y.r.i.c.s.m.a.s.t.i... C.o.m
Kehna Chahoon Bhi To Tumse Kya Kahon
Kisi Zaban Mein Bhi Woh Labaz Hi Nahi
Ki Jeenmein Tum Ho Kya Tumhein Bata Sakun
Main Aagar Kahoon Tumsa Haseen
L Y R I C S M A S T I . C O M
Kaynaat Mein Nai Hai Kahin
Tareef Yeh Bhi To Sach Hai Kuch Bhi Nahi
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon.
Shokhiyon Mein Dooobi Yeh Aadayein
Chehre Se Jhalki Hui Hain
Zulf Ki Ghani Ghani Ghatayein

Shokhiyon Mein Dooobi Yeh Aadayein
Chehre Se Jhalki Hui Hain
Zulf Ki Ghani Ghani Ghatayein
Shaan Se Dhalki Hui Hain
Lehrata Aachal Hai Jaise Badal
Bhaahon Mein Bhari Hai Jaise Chandani
Roop Ki Chandani
Main Agar Kahoon Yeh Dilkashi
Hai Nahi Kahin Na Hogi Kabhi
Tareef Yeh Bhi To Sach Hai Kuch Bhi Nahi
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon.
Tum Hue Meherbaan
To Hai Yeh Dastan
Hoo Tum Hue Meherbaan
To Hai Yeh Dastan
Abb Tumhara Mera Ek Hai Karwaan
Tum Jahan Mein Wahan
Main Agar Kahoon
Humsafar Meri
Apsara Ho Tum Ya Koi Pari
Tareef Yeh Bhi To Sach Hai Kuch Bhi Nahi
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon.
Kehna Chahoon Bhi To Tumse Kya Kahon
Kisi Zabaon Mein Bhi Woh Labaz Hi Nahi
Ki Jeene Mein Tum Ho Kya Tumhein Bata Sakun
Main Aagar Kahoon Tumsa Haseen
Lyricsmasticom
Kaynaat Mein Nai Hai Kahin
Tareef Yeh Bhi To Sach Hai Kuch Bhi Nahi
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0070 sec