Kaafi Nahi Chaand Lyrics & Tabs by Asha Bhosle

Kaafi Nahi Chaand

guitar chords lyrics

Asha Bhosle

Album : Revolver Rani (Original Motion Picture Soundtrack) bollywood PlayStop

Ha. ha ha...
Kafi nahi hai chand, humare liye abhi
Aankhen taras rahe hain, tumhare liye abhi

Hum tanha bekaraar... rahe, Intzaar mein
Hum tanha bekaraar... rahe, Intzaar mein
Intazaar... mein
Ye raat bhi ruki hai, tumhare liye abhi
kaafi nahi hai chaand, humaare liye abhi
Jaage-soye soye-jaage, manjar hain
Sab hain khwaab ke...
Ho... poocho aake, muskura ke
Dil mein kya kya daab ke
Badmaashiyaan behisaab, Angdaiyaan behisaab
Bebaak Jajbaat hain, saare
Ha. ha ha.

Badmaashiyaan behisaab, Angdaiyaan behisaab
Bebaak Jajbaat hain, saare
Ha. ha ha.
Hum tanha bekaraar rahe, intzaar mein
Hum tanha bekaraar rahe, Intzaar mein
Intzaar... mein
Bechain har koi hai, Tumhaare liye abhi
Kafi nahi hai chaand, Humaare liye abhi
Saanse meri, ab hain teri madhoshiyon ki kaid mein
Ha. ha ha...
Hai jo taari, bekaraari jaane kahan jake thami
Sholon par karke saphar
Khushbu se ho tarbatar
Phulon mein lipte hain saraare
Aha aho...
Hum tanha bekraar rahe, intzaar mein
Hum tanha bekaraar rahe, intzaar mein
Intzaar... mein
Badmast waqt bhi hai, Tumhaare liye abhi
Kaafi nahi hai chand, Humaare liye abhi

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0210 sec