Jaane Tu Mera Kya Hai (Aditi) Lyrics & Tabs by A. R. Rahman

Jaane Tu Mera Kya Hai (Aditi)

guitar chords lyrics

A. R. Rahman

Album : Jaane Tu Ya Jaane NaPlayStop

Jaane tu mera kya hai...
jaane tu mera kya tha...
tu hi mera har pal...

tu hi har lamha tha...
Jaane kaisi kashish hai...
jaane kaisi khalish hai...
kyun ye saansein thami hain...
aankhon mein kyun nami hai...
Hai ye dosti humko yaheen tha...
dosti aur kuch bhi nahi tha...
hai ye kaisa dard nayaa sa...
kyun dil lagta toota toota,
Jaana, dil jaana, kaise maine na jaana...
ke pyaar yahi hai...
ye jaane tu, ya jaane na...

Jaana, dil jaana, kaise maine na jaana...
ke pyaar yahi hai...
ye jaane tu, ya jaane na...
Jaana, dil jaana, kaise tune na jaana...
ye pyaar hi hai...
ye jaane tu, ya jaane .. na...
Jaane tu mera kya hai...
jaane tu mera kya tha...
tu hi mera har pal...
tu hi har lamha tha...
Ho...
hoti thi tujhse subha har din ki...
teri dopahar se shaam ki dhun thi...
hoti thi raatein teri baahon mein khoye...
tere khayaalon mein hi jaage aur soye...
tu jo nahi to kya, rahaa...
umm mm... hmm mm...
Jaane tu mera kya hai...
jaane tu mera kya tha...
tu hi mera har pal...
tu hi har lamha tha...
jaane kaisi kashish hai...
jaane kaisi khalish hai...
kyun ye saansein thami hain...
aankhon mein kyun nami hai...
Jaana, dil jaana, kaise maine na jaana...
ke pyaar yahi hai...
ye jaane tu, ya jaane na...
Jaana, dil jaana, kaise tune na jaana...
ye pyaar hi hai...
haan jaane tu, ya jaane .. na...
haan jaane tu, ya jaane .. na...

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0171 sec