Hato Kahe Ko Jhuthi Lyrics & Tabs by Manna Dey

Hato Kahe Ko Jhuthi

guitar chords lyrics

Manna Dey

Album : A Tribute to the Legendary Singer Manna Dey hindi PlayStop

Gair kaa saath hai
Aur roz mulaaqaate hai
Pyaar hai us ke liye

Aur ham se faqat baate hai
Are hato kaahe ko
Jhuti banaao batiyaan
Hato kaahe ko jhuti banaao
Banaao banaao batiyaan
Hato kaahe ko jhuti
Jaao jaao jaao
Jhuthi baat na banaao
Jal rahi virah me
Saiyaa aur na jalaao
Hato kaahe ko jhuti
Ye udi udi si rangat

Saiyaa aur na jalaao
Hato kaahe ko jhuti
Ye udi udi si rangat
Ye khule khule se gesu
Teri subah kah rahi hai
Teri raat kaa fasaanaa
Teri raat kaa fasaanaa
Dekho ji kisi kaa pyaar
Ham se na chhupaao
Dekho ji kisi kaa pyaar
Ham se na chhupaao
Sab hame pataa hai
Pyaare nain na jhukaao
Nain na jhukaao
Suno kahati hai
Kyaa kyaa
Kahati hai tumhari akhiyaan
Hato kaahe ko jhuti banaao
Banaao banaao batiyaan
Hato kaahe ko
Jhuti banaao batiyaan
Hato kaahe ko jhuti
Banaao batiyaan
Kaahe ko jhuti
Banaao batiyaan
Hato kaahe ko jhuti
Banaao batiyaan
Hato kaahe ko jhuti
Banaa haa
He
Banaao batiyaan
Kaahe ko jhuti
Banaao batiyaan
Jhuti batiyaan kaahe ko
Banaao
Jhuti batiyaan kaahe ko
Banaao
Jhuti batiyaan kaahe ko
Banaao
He he banaao
Ho ho banaao
Lay jara utha ke bhaiya
Aey banaao batiyaan
Jhuti ti ti ti ti
Abe bandh kar be.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0064 sec