Hamein Tumse Hua Hai Pyar Lyrics & Tabs by Udit Narayan & Alka Yagnik

Hamein Tumse Hua Hai Pyar

guitar chords lyrics

Udit Narayan & Alka Yagnik

Album : Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo bollywood PlayStop

hame tumse hua hai pyar ham kya kare
hame tumse hua hai pyar ham kya kare
aap hee bataye ham kya kare

aap se bhi hasin hain aap kee yeh adaaye
ham iss ada pe kyun naa mare
tumhe hamse hua hai pyar ham kya kare
tumhe hamse hua hai pyar ham kya kare
aap hee bataye ham kya kare
aap se bhi hasin hain aap kee yeh adaaye
ham iss ada pe kyun naa mare
hame tumse hua hai pyar ham kya kare
aap hee bataye ham kya kare
bas ham tumhe dekha kare
baithi raho aaghosh men
aisi bhi kya diwangi

bas ham tumhe dekha kare
baithi raho aaghosh men
aisi bhi kya diwangi
bilkul nahee ho tum hosh men
janeman janejana chhodiye bhi satana
ham iss jalan men kab tak jale
tumhe hamse hua hai pyar ham kya kare
aap hee bataye ham kya kare
hame tumse hua hai pyar ham kya kare
aap hee bataye ham kya kare
kahne lagi bechainiya
abb dooriyaan hai mushkil badi
panchhi piya pardesiya
kaise jiye ham abb yeh ghadi
aap se aarju hai aap se jindgi hai
aap ke bina ham kaise rahe
hame tumse hua hai pyar ham kya kare
aap hee bataye ham kya kare
hame tumse hua hai pyar ham kya kare
aap hee bataye ham kya kare

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0156 sec