Guide / Aaj Phir Jeene Ki Lyrics & Tabs by Lata Mangeshkar

Guide / Aaj Phir Jeene Ki

guitar chords lyrics

Lata Mangeshkar

Album : Soft InstrumentalsPlayStop

Kaanton se kheench ke yeh aanchal Tod ke bandhan baandhe payal Koyi na roko dil ki udaan ko Dil woh chala aa. Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka irada hai Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka irada hai Apne hi bas mein nahi main Dil hai kahin to hoon kahin main Ho apne hi bas mein nahi main Dil hai kahin to hoon kahin main. Ho jaane kya pa ke meri zindagi ne Hans kar kaha ha ha ha ha ha ha Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka irada hai Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka irada hai Main hoon gubaar ya toofan hoon Koyi bataaye main kahan hoon Ho main hoon gubaar ya toofan hoon Koi bataaye main kahan hoon Ho dar hai safar mein kahin kho na jaaoon main Rasta naya aa. Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka irada hai Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka irada hai Kal ke andheron se nikal ke Dekha hai aankhein malte malte Ho kal ke andheron se nikal ke Dekha hai aankhein malte malte Ho phool hi phool zindagi bahaar hai Tay kar liya aa. Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka irada hai Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka irada hai.


Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0198 sec