Din Guzar Gaya Lyrics & Tabs by Jagjit Singh

Din Guzar Gaya

guitar chords lyrics

Jagjit Singh

Album : My Favourites ghazal PlayStop

din guzar gayaa aitabaar mein
raat kat gayii, intazaar mein
woh mazaa kahaan vasleyaar mein

lutf jo milaa, intazaar mein
unki ek nazar kaam kar gayee
hosh ab kahaan, hoshiyaar mein
mere kabz mein aaina to hai
main hun aap ke, ikhtiyaar mein
aankh to uthii phul ki taraf
dil ulajh gayaa, husnkhaar mein
tumse kya kahein, kitne gum sahe
ham ne bewafa, tere pyaar mein
fikreaashiyaan har khizaam ki
aashiyaan jalaa, har bahaar mein
kis tarah ye gum bhul jaaye hum

fikreaashiyaan har khizaam ki
aashiyaan jalaa, har bahaar mein
kis tarah ye gum bhul jaaye hum
woh judaa hua, is bahaar mein

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0166 sec