Dil Ruba Lyrics & Tabs by Faakhir

Dil Ruba

guitar chords lyrics

Faakhir

Album : AatishPlayStop

tuma ke tuma ke toma, toma ke toma toam ke tekaro mucho, tekaro mucho yate…
tujh koh aapne sang loon mein
rang aisa rang loon mein

jaan tujh pe waar doon mein
pyar mange pyar doon mein
tera chehra aur who zulfain chaa gaye har soo
dil ki baatain kar ke deekhein
ek doojay pe mar ke deekhein
kho gaya tu kahan dil ruba oh dil ruba
dekhon teri mein adayain
chahoon teri mein wafayain
dil yeh deta hai saadayain
ishq mein hum doob jain
tera chehra aur woh zulfain chaa gaye har soo
dil ki baatain kar ke deekhein

ishq mein hum doob jain
tera chehra aur woh zulfain chaa gaye har soo
dil ki baatain kar ke deekhein
ek doojay pe mar ke deekhein
kho gaya tu kahan dil ruba oh dil ruba
tuma ke tuma ke toma, toma ke toma toam ke tekaro mucho, tekaro mucho yate…
chand mein jo chandni hai
gaisyon ki roshni hai
meray dil ki dil lagi hai
kya woh meeri zindigi hai
tera chehra aur who zulfain chaa gain har soo
dil ki baatain kar ke deekhein
ek doojay pe mar ke deekhein
kho gaya tu kahan dil ruba oh dil ruba
by arihant

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0080 sec