Dekha Hai Pehli Baar Lyrics & Tabs by Nadeem-Shravan

Dekha Hai Pehli Baar

guitar chords lyrics

Nadeem-Shravan

Album : Saajan bollywood PlayStop

dekha hai pehli baar saajan ki aankhon mein pyar
ab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
dilbar tujhe milne ko kab se tha main bekaraar

ab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
dekha hai pehli baar
palkein jhukaun tujhe dil mein basaau
ab bin tere main to kahi chain na paau
tu mera jigar hai tu meri nazar hai
tu meri aarazu tu mera hamsafar hai
dekha hai pehli baar
meri adaayen, ye meri jawani
bas tere liye hai ye meri zindagani
tu meri gazal hai tu mera taraana
aa teri dhadkanon pe likh du dil ka afsana
dekha hai pehli baar saajan ki aankhon mein pyar

tu meri gazal hai tu mera taraana
aa teri dhadkanon pe likh du dil ka afsana
dekha hai pehli baar saajan ki aankhon mein pyar
dekha hai pehli baar jaanam ki aankhon mein pyar
ab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
dilbar tujhe milne ko kab se thi main bekarar
ab ja ke aaya mere bechain dil ko karar
dekha hai pehli baar

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0149 sec