Chura Liya Hai Tum Ne Lyrics & Tabs by Asha Bhosle & Mohd. Rafi

Chura Liya Hai Tum Ne

guitar chords lyrics

Asha Bhosle & Mohd. Rafi

Album : The Rough Guide to Bollywood hindi PlayStop

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nhi churana sanam
Badal ke meri tum zindagani

Kahi badal na jana sanam
Hooo.le liye dil
Oo haye mera dil
Haye dil lekar mujhko na behlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nhi churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahi badal na jana sanam
Bahar banke aau kabhi tumhari duniya me
Guzar na jaye ye din kahi issi tamanna me
Bahar banke aau kabhi tumhari duniya me
Guzar na jaye ye din kahi issi tamanna me

Guzar na jaye ye din kahi issi tamanna me
Bahar banke aau kabhi tumhari duniya me
Guzar na jaye ye din kahi issi tamanna me
Tum mere ho.ho.tum mere ho
Aaj tum itna vada karte jana
Chura liya... chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nhi churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahi badal na jana sanam
Ooo... sajaunga lutkar bhi tere badan ki dali ko
Lahu jigar ka doonga hasi labon ki lali ko
Sajaunga lutkar bhi tere badan ki dali ko
Lahu jigar ka doonga hasi labon ki lali ko
Hai wafa kya.iss jahan ko
Ek din dikhla doonga main deewana
Chura liya.chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nhi churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahi badal na jana sanam
Le liya dil.haye mera dil
Haye dil lekar mujhko na behlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
End.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0047 sec