Chori Chori Lyrics & Tabs by Sonu Nigam & Alka Yagnik
Chori Chori
guitar chords lyrics
Hey Hey Chori Chori
Chori Chori Chori Chori Chori Chori
Chori Chori Dekha Tumhe,
Chori Chori Chaaha Tumhe
Chori Chori Maanga Tumhe,
Chori Chori Pooja Tumhe
Aap Ko To Khabar Nahin Iski
Aap Ko Maine Kitna Pyaar Kiya
Aap Ko Maine Kitna Pyaar Piya, Haan
Aap Ko Kis Tarah Main Bataaoon
Kab Kahan Aur Kaise Dil Diya
Kab Kahan Aur Kaise Dil Diya, Haan
Aap Ko To Khabar nahin iski
Aap ko maine kitna pyaar kiya
Aap ko maine kitna pyaar kiya, haan
Aap Ko To Khabar nahin iski
Aap ko maine kitna pyaar kiya
Aap ko maine kitna pyaar kiya, haan
Aap ko kis tarah main bataaoon
Kab kahan aur kaise dil diya
Kab kahan aur kaise dil diya
Maine kaha kya tumne suna
Dilbar tumhe hi maine chuna
Kehna tumhaara achchha laga
Sapna mujhe ab sacha laga, haan
Aap ko haal-e-dil kya sunaaoon
Aap ne chain mera le liya
Aap ne chain mera le liya, haan
Aap ko to khabar nahin iski
Aap ko maine kitna pyaar kiya
Aap ko maine kitna pyaar kiya
Dekho na mujhko ab door se
Yeh maang bhar do sindoor se
Kehta hai mera deewaanapan
Hoke rahega apna milan, haan
Aap se jaaneman kya chhupaaoon
Aap ko maine maana hai piya
Aap ko maine maana hai piya, haan
Aap ko to khabar nahin iski
Aap ko maine kitna pyaar kiya
Aap ko maine kitna pyaar kiya