Chamakte Chaand Ko Lyrics & Tabs by Ghulam Ali

Chamakte Chaand Ko

guitar chords lyrics

Ghulam Ali

Album : Awaargi (Original Motion Picture Soundtrack)PlayStop

chamakte chand ko chamakte chand ko tuta hua tara bana dala meri aawargi ne mujhko aawara bana dala chamakte bada dilkash bada rangeen hai yeh shehar kehte hain yahan par hain hazaron ghar gharon mein log rehte hain mujhe is shehar ne galiyon ka banjara bana dala chamakte chand... main is duniya ko aksar dekh kar hairaan hota hun na mujhse ban saka chhota saghar, din raat rota hun khudaya tune kaise ye jahan sara bana dala chamakte chand... mere malik, mera dil kyun tadapta hai, sulagta hai teri marzi, teri marzi pe kiska zor chalta hai kisi ko gul, kisi ko tune angara bana dala chamakte chand... yehi aagaz tha mera, yehi anjam hona tha mujhe barbaad hona tha, mujhe nakaam hona tha mujhe taqdeer ne taqdeer ka mara bana dala chamakte chand...


Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0076 sec