Betain Na Betain Na Raina Lyrics & Tabs by Asha Bhosle

Betain Na Betain Na Raina

guitar chords lyrics

Asha Bhosle

Album : Rudaali (Original Motion Picture Soundtrack) bollywood PlayStop

Bite na bite na raina
Kore hain niind se naina
Naino ke sapane bhi gunge

Aaye to bole na baina
Bite na bite na raina .
Maaru mein udati hain paagal havaaen
Maaru akele na jaana
Reti ke dheron ke udate babule
Reti mein ghar na banaana
Bite na bite na raina .
Raaton ke pannon pe na koi saaya
Na koi sangi na saathi
Aangan mein utare na subah ke paakhi
Na koi saajan na saaqi
Bite na bite na raina .

Aangan mein utare na subah ke paakhi
Na koi saajan na saaqi
Bite na bite na raina .

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0113 sec