Bahut Pyar Karte Hain Lyrics & Tabs by Nadeem-Shravan

Bahut Pyar Karte Hain

guitar chords lyrics

Nadeem-Shravan

Album : Saajan bollywood PlayStop

Bahut pyaar karte hain, tumko sanam (2)
Kasam chaahe le lo (2)
Khuda ki kasam

Hamein har ghadi, aarazu hai tumhari (2)
Hoti hai kaisi, sanam bekaraari
Milenge jo tumko to (2)
Bataayenge hum
Bahut pyaar...
Hamari gajal hai, tassavur tumhara (2)
Tumhare bina ab, na jeena hamara
Tumhein yun hi chaahenge (2)
Jab tak hai dam
Bahut pyaar...
Sagar ki baahon mein, maujen hain jitni (2)
Humko bhi tumse, mohabbat hai utni

Bahut pyaar...
Sagar ki baahon mein, maujen hain jitni (2)
Humko bhi tumse, mohabbat hai utni
Ke yeh bekarari na (2)
Ab hogi kam
Bahut pyaar.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0141 sec