Akeli Na Bazaar Jaya Karo Lyrics & Tabs by Anand Raj Anand

Akeli Na Bazaar Jaya Karo

guitar chords lyrics

Anand Raj Anand

Album : Major Saab bollywood PlayStop

akeli na bazaar jaya karo
nazar lag jayegi
sabki nazar mein na aaya karo

nazar lag jayegi
akeli na bazaar jaya karo
nazar lag jayegi
sabhki nazar mein na aaya karo
nazar lag jayegi
samjho zara baat meri janaab
bajaria mein sabki najaria kharaab
nazar lag jayegi
nazar lag jayegi
akeli na bazaar jaya karo
nazar lag jayegi
nazar lag jayegi

akeli na bazaar jaya karo
nazar lag jayegi
nazar lag jayegi
tum aaina jo dekho
woh bhi sambhal ke dekho
tum aaina jo dekho
woh bhi sambhal ke dekho
chanchal sa mann tumhara
na faansle tumhi ko
chanchal sa man tumhara
na faansle tumhi ko
darpan se khud ko bachaya karo
nazar lag jayegi
nazar lag jayegi
akeli na bazaar jaya karo
nazar lag jayegi
nazar lag jayegi
o, patjhad ho ya ho sawan
ho basant ya bahaar
patjhad ho ya ho sawan
ho basant ya bahaar
tere roop ka nazara
deta mujhe qaraar
tere roop ka nazara
deta mujhe qaraar
na jhatka ke zulfein phiraya karo
nazar lag jayegi
nazar lag jayegi
akeli na bazaar jaya karo
nazar lag jayegi
nazar lag jayegi
maine tumse ye kaha tha
mujhe saath le ke chalna
maine tumse ye kaha tha
mujhe saath le ke chalna
tumne bhi yahi bola
haan saath hi hai chalna
tumne bhi yahi bola
haan saath hi hai chalna
waada kiya to nibhaya karo
baat ban jayegi
baat ban jayegi
akeli na bazaar jaya karo
nazar lag jayegi
sabki nazar mein na aaya karo
nazar lag jayegi
deewana kardogi duniya ko tum
agar baat meri na manogi tum
nazar lag jayegi
nazar lag jayegi
nazar lag jayegi

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0117 sec