Aankhen Bandh Karke Lyrics & Tabs by Udit Narayan & Alka Yagnik

Aankhen Bandh Karke

guitar chords lyrics

Udit Narayan & Alka Yagnik

Album : A Decade of Love bollywood PlayStop

Ankhe bandh karke jo ek chehra najar aya
Woh tumhi ho ai sanam, woh tumhi ho ai sanam... (2)
Jise pyar karte hee dil ko mere karar aya... (2)

Woh tumhi ho ai sanam, woh tumhi ho ai sanam
Ankhe bandh karke jo ek chehra, najar aya... (2)

Tumhi jane jana, mere pyar kaa sapna
Dil ne mere mana dilbar tumhe apna... (2)
Mere yar pe... (2)
Hai mujhko bada hee naz
Meri chahto se tum... (2)
Naa karna kabhi aitraz
Ankhe bandh karke jo ek chehra, najar aya... (2)
Woh tumhi ho ai sanam, woh tumhi ho ai sanam
Jindgi hai tujhse, mera ishq kehta hai

Too meri sason me, har waqt rehta hai... (2)
Mera khwab too... (2)
Hai tuhi meri parwaz
Meri chahto se tum... (2)
Naa karna kabhi aitraz
Ankhe bandh karke jo ek chehra, najar aya... (2)
Woh tumhi ho ai sanam, woh tumhi ho ai sanam
Jise pyar karte hee dil ko mere karar aya... (2)
Woh tumhi ho ai sanam, woh tumhi ho ai sanam

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0149 sec