Work It Lyrics & Tabs by Alabama 3

Work It

guitar chords lyrics

Alabama 3

Album : M.O.R. Drive Time alternative PlayStop

sun o diwani,
teri jawani badi mast mast hai
teri jawani badi mast mast hai

ye bhiga mausam kali ghataye
suni padi hai ulphat ki rahe
pyar karne ka yahi waqt waqt hai
teri jawani,
teri jawani badi mast mast hai
teri jawani badi mast mast hai
teri jawani badi mast mast hai
jis din se dekhi hai meri jawani
pagal hui mai hui diwani
ho ye bhigi bhigi fija kah rahi hai
baho me aaja ke rut hai suhani
thoda sa pyar de de dil ka karar de de

ho ye bhigi bhigi fija kah rahi hai
baho me aaja ke rut hai suhani
thoda sa pyar de de dil ka karar de de
aankhe hai pyasi pyasi apna didar de de
kitni rangin hai tu, kitni hasin hai tu
duniya se bachke rahna badi namkin hai tu
sabki nazar badi sakat sakat hai
teri jawani,
teri jawani badi mast mast hai
teri jawani badi mast mast hai
teri jawani badi mast mast hai
wallah wallah, wallah wallah
wallah wallah, wallah wallah
yu rutha rutha tu kab tak rahega
zulfo ke saye se kab tak bachega
ho dhundega tu mujhko hoke diwana
jis par mohabbat ka jadu chalega
sahir ka khawab hai tu zame sharab hai tu
keda jawab kaha khud lajwab hai tu
chal mastani teri duniya diwani teri
har koi chahta hai ab meharbani teri
jisko bhi dekho wohi matlab parste hai
teri jawani,
teri jawani badi mast mast hai
teri jawani badi mast mast hai
ye bhiga mausam kali ghataye
suni padi hai ulphat ki rahe
pyar karne ka yahi waqt waqt hai
teri jawani badi mast mast hai
teri jawani badi mast mast hai
teri jawani badi mast mast hai
wallah wallah, wallah wallah
wallah wallah, wallah wallah

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0085 sec