Woh Firaaq Aur Woh Visal Kahan Lyrics & Tabs by Jagjit Singh

Woh Firaaq Aur Woh Visal Kahan

guitar chords lyrics

Jagjit Singh

Album : Mirza Ghalib ghazal PlayStop

woh firaaq aur woh wisaal kahaan?
woh firaaq aur woh wisaal kahaan?
woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaan?

thee woh ik shaqhs ke tasavvur se
thee woh ik shaqhs ke tasavvur se
ab woh raunaai-ye-Khayaal kahaan?
woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaan?
aiysa aasaan naheen lahoou ronaa
aiysa aasaan naheen lahoou ronaa
dil mein taaqat jigar mein haal kahaan?
dil mein taaqat jigar mein haal kahaan?
woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaan?
fikr-e-duniyaan mein sar khapaata hoon
main kahaan aur ye wabaal kahaan?
woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaan?

fikr-e-duniyaan mein sar khapaata hoon
main kahaan aur ye wabaal kahaan?
woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaan?
woh firaaq aur woh wisaal kahaan?
woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaan?

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0203 sec