Woh Aankh Hi Kya Lyrics & Tabs by Kumar Sanu

Woh Aankh Hi Kya

guitar chords lyrics

Kumar Sanu

Album : Roses Are Red, Vol. 2 hindi PlayStop

Wo ankh hi kya teri surat nahi jisme
Wo dil hi kya ho teri chahat nahi jisme
Wo ankh hi kya teri surat nahi jisme

Wo dil hi kya teri chahat nahi jisme
Wo dil hi kya teri chahat nahi jisme
Ho wo ankh hi kya hu teri surat nahi jisme
Wo dil hi kya hu teri chahat nahi jisme
Chup chup ke mohabbat na meri jan karenge
Ham sare jamane me ye elan karenge
Badal bina barsat barasti nahi hai
Bin jyot ke bati kabhi jalti nahi hai
Badal bina barsat barasti nahi hai
Bin jyot ke bati kabhi jalti nahi hai
Bin jyot ke bati kabhi jalti nahi hai
Wo mandir kya teri murat nahi jisme

Bin jyot ke bati kabhi jalti nahi hai
Bin jyot ke bati kabhi jalti nahi hai
Wo mandir kya teri murat nahi jisme
Wo ankh hi kya teri surat nahi jisme
Wo dil hi kya teri chahat nahi jsme
Wo dil hi kya hu teri chahat nahi jisme
Bin yar ki kis kam ki ye dunia ye jamana
Bin yar ke jindagi berang fasana
Ek chand si surat ki jarurat hai sabko
Mahbub se apne to mohabbat hai sabko
Ek chand si surat ki jarurat hai sabko
Mahbub se apne to mohabbat hai sabko
Mahbub se apne to mohabbat hai sabko
Wo ishk hi kya teri rangat nahi jisme
Wo ankh hi kya teri surat nahi jisme
Wo dil hi kya teri chahat nahi jsme
Wo ankh hi kya teri surat nahi jisme
Wo dil hi kya teri chahat nahi jisme.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0083 sec