Tum Jo Aao To Lyrics & Tabs by Manna Dey

Tum Jo Aao To

guitar chords lyrics

Manna Dey

Album : A Tribute to the Legendary Singer Manna Dey hindi PlayStop

Tum jo aao to pyar aa jaye
Zindagi mein bahar aa jaye
Tum jo aao to pyar aa jaye

Zindagi mein bahar aa jaye
Kya kahu tumse kah nahi sakta
Dil tumhare bina rah nahi sakta
Kya kahu tumse kah nahi sakta
Dil tumhare bin rah nahi sakta
Tu ager ek bar aa jaye
Zindagi mein bahar aa jaye
Tum jo aao to pyar aa jaye
Zindagi mein bahar aa jaye
Dil pe mujhko to aitbar nahi
Ye wo saye hai jise karar nahi
Dil pe mujhko to aitbar nahi

Dil pe mujhko to aitbar nahi
Ye wo saye hai jise karar nahi
Dil pe mujhko to aitbar nahi
Ye wo saye hai jise karar nahi
Tum jo aao to pyar aa jaye
Zindagi mein bahar aa jaye
Tum jo aao to pyar aa jaye
Zindagi mein bahar aa jaye
Jab tamnna sabab par aaye
Har taraf ek khumar sa chhaye
Jab tamnna sabab par aaye
Har taraf ek khumar sa chhaye
Rahe kismat ko yaad jaye
Zindagi mein bahar aa jaye
Tum jo aao to pyar aa jaye
Zindagi mein bahar aa jaye.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0112 sec