Tu Nahin to Zindagi Mein Lyrics & Tabs by Jagjit Singh

Tu Nahin to Zindagi Mein

guitar chords lyrics

Jagjit Singh

Album : Bollywood Productions Present - The Glory Days, Vol. 9PlayStop

Tu nahin to zindagi mein aur kya reh jaayega Tu nahin to Tu nahin to zindagi mein aur kya reh jaayega Tu nahin to Durr tak tanhaiyon ka Durr tak tanhaiyon ka silsila reh jaayega Tu nahin to Dard ki saari tahe aur saare guzre haadse Dard ki saari tahe aur saare guzre haadse Sab dhuan ho jaayenge Ik vaakya reh jaayega Tu nahin to zindagi mein aur kya reh jaayega Tu nahin to Yun bhi hoga woh mujhe dil se bhula dega magar Yun bho hoga woh mujhe dil se bhula dega magar Ye bhi hoga khud usi mein ek khala reh jaayega Tu nahin to zindagi mein aur kya reh jaayega Tu nahin to Daayre inkaar ikrar ki sarghaoshiyan Daayre inkaar ikrar ki sarghaoshiyan Ye agar toote kabhi to faasla reh jaayega Tu nahin to zindagi mein aur kya reh jaayega Tu nahin to


Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0076 sec