Tu Meri Dost Hai Lyrics & Tabs by A. R. Rahman

Tu Meri Dost Hai

guitar chords lyrics

A. R. Rahman

Album : The Master Collection (A.R. Rahman-Instrumental) indian PlayStop

aaja main hawaon pe bithake le chalun
tu hi toh… tu hi toh meri dost hain
aaja main khalaon mein uthake le chalun

tu hi toh meri dost hain
awaaz ka dariya hoon
behta hoon main nili raaton mein
main jaagta rehta hoon
neend bhari jheel si aankhon mein
awaaz hoon main…
aaja main hawaon pe bithake le chaloon
tu hi toh… tu hi toh meri dost hain
aaja main khalaon mein uthake le chaloon
tu hi toh meri dost hain
raat mein chandni kabhi, aisi gungunati hain
sunn zara lagta hain tumse, awaaz milati hain

tu hi toh meri dost hain
raat mein chandni kabhi, aisi gungunati hain
sunn zara lagta hain tumse, awaaz milati hain
main khayalon ki mehek hoon
gungunati hain saaz par
ho sake toh milale
awaaz tu mere saaz par
aaja main hawaon pe bithake le chalun
tu hi toh meri dost hain
aaja main khalaon mein uthake le chaloon
tu hi toh meri dost hain
awaaz ka dariya hoon
behta hoon main nili raaton mein
main jaagta rehta hoon
neend bhari jheel si aankhon mein
awaaz hoon main…
o kabhi kehta hai saahil, jahan shaam utarti hain
kehte hain samunder se, ek pari gujarti hain
woh raat ki rani hain, sargam par chalti hain
re sa re sa re sa
sa re sa re sa re
aaja main hawaon pe bithake le chaloon
tu hi toh… tu hi toh mera dost hain
aaja main khalaon mein uthake le chaloon
tu hi toh mera dost hain
awaaz ka dariya hoon
behti hoon mein nilli raaton mein
main jagti rehti hoon
neend bhari jheel si aankhon mein
awaaz hoon main…
awaaz hoon main…

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0169 sec