Teri Yaad Mein Lyrics & Tabs by Kailash Kher

Teri Yaad Mein

guitar chords lyrics

Kailash Kher

Album : Silsilay sufi PlayStop

Jaagu main saari saari raat
Teri yaad mein
Kisko sunaau fariyaad

Teri yaad mein
Jaanu naa tere sivaa
Koi baat teri yaad mein
Jaagu main saari saari raat
Teri yaad mein
Bhool gayi sajna main savarna
Rang padaa mera phikha
Bhaai koi sang na jawar na
Bhugat na phal kare meekhaa
Tadap tadap ke
Vilap vilap ke
Khodoongi jab pran

Tadap tadap ke
Vilap vilap ke
Khodoongi jab pran
Surga main hogi mulakaat
Teri yaad mein
Kisko sunaau fariyaad
Teri yaad mein
Jaagu main saari saari raat
Teri yaad mein
Moond ke baith gayi hoon main ankhiyaan
Tum aao toh kholu
Ghar aangan galiyaa
Har kona
Tumko samaj tatolu
Tumhara aana
Jeevan paana
Bhook meete aur pyaar
Khushiyon ki hove barsaat
Teri yaad mein
Jaanu naa tere sivaa
Koi baat teri yaad mein

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0052 sec