Socha Hai Lyrics & Tabs by Shankar-Ehsaan-Loy

Socha Hai

guitar chords lyrics

Shankar-Ehsaan-Loy

Album : Rock On!!PlayStop

Aasman hai nila kyun
Paani gila gila kyun
Gol kyon hai jameen

Sukh me hai narmi kyun
Aag me hai garmi kyun
Do aur do paanch kyun nahi
Ped ho gaye kam kyun
Tin hai ye mausam kyun
Chand do kyun nahi
Duniya me hai jung kyun
Behata laal rang kyun
Sarhadein hai kyun har kahin
Socha hai
Ye tumne kya kabhi
Socha hai

Socha hai
Ye tumne kya kabhi
Socha hai
Ki hai ye kya sabhi
Socha hai
Socha nahi toh socho abhi..
Behati kyun hay har nadi
Hoti kya hai roshani
Barf girati hai kyun
Ladate kyun hai ruthate taare kyun hai tutate
Baadalon me bijali hai kyun
Socha hai
Ye tumne kya kabhi
Socha hai
Ki hai ye kya sabhi
Socha hai
Socha nahi toh socho abhi..
Sannata sunayi nahi deta
Aur hawaaye dikhayi nahi deti
Socha hai kya kabhi
Hota hai ye kyun
Aasman hai nila kyun
Paani gila gila kyun
Gol kyon hai jameen
Sukh me hai narmi kyun
Aag me hai garmi kyun
Do aur do paanch kyun nahi
Ped ho gaye kam kyun
Tin hai ye mausam kyun
Chand do kyun nahi
Duniya me hai jung kyun
Behata laal rang kyun
Sarhadein hai kyun har kahin
Socha hai
Ye tumne kya kabhi
Socha hai
Ki hai ye kya sabhi
Socha hai
Socha nahi toh socho abhi..
Socha hai
Ye tumne kya kabhi
Socha hai
Ki hai ye kya sabhi
Socha hai
Socha nahi toh socho abhi..

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0112 sec