Sara Pyar Tumhara (From "Anand Ashram") Lyrics & Tabs by Asha Bhosle, Kishore Kumar & Shyamal Mitra

Sara Pyar Tumhara (From "Anand Ashram")

guitar chords lyrics

Asha Bhosle, Kishore Kumar & Shyamal Mitra

Album : Sitare Zameen Par - Sharmila Tagore - Ni Main YaarPlayStop

sara pyar tumhara maine, bandh liya hai aanchal me

tere naye rup ki nayi ada, hum dekha karenge pal pal me

dekh ke teri surat, mit jati hai ek hi pal me
jiwan ki har thakan
sapno ki tum murat tumko pakar, safal huwa hai mera ye jiwan

sapno ki tum murat
chamaki meri kismat ki rekha, in naino ke kajal me
sara pyar tumhara maine, bandh liya hai aanchal me
hum aur pas aayenge, hume aur pas koyi layega
duniya ko najar ayenge hum, jab jab wo musakayega

aayi aisi bela, ek pal ko bhi
mujhe akela chhod na dena tum, aayi aisi bela
pas hi rehna kho mat jana, duniya ke halachal me
sara pyar tumhara maine, bandh liya hai aanchal me
tere naye rup ki nayi ada, hum dekha karenge pal pal me

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0079 sec