Sajna Ve Sajna Lyrics & Tabs by Sunidhi Chauhan

Sajna Ve Sajna

guitar chords lyrics

Sunidhi Chauhan

Album : Chameli (Original Motion Picture Soundtrack) bollywood PlayStop

Mann saath samandar dol gaya jo tu aankhon se bol gaya…
Oh… mann saath samandar dol gaya jo tu aankhon se bol gaya
Le teri ho gayi yaar sajna ve sajna, ho sajna mere yaar sajna ve sajna

Jo saath samandar dol gaya tere pyaar mein le bin bol gaya -2
Le teri ho gayi yaar sajna ve sajna, oh sajna mere yaar sajna ve sajna
Oh re oh sajna oh...
Tujhe bhar loon apni aankhon mein, in aankhon ko main kholoon na
Kholoon apni baaton main phir is duniya se boloon na
Bhar loon apni aankhon mein, in aankhon ko main kholoon na
Kholoon apni baaton main phir is duniya se boloon na
Ho...
Main dekhoon main baat karoon tere saath jeeyoon tere saath maroon -2
Le teri ho gayi yaar sajna ve sajna, ho sajna mere yaar sajna.
Sajna…sajna...
Tu aur kissi ka na hona, main jeete jee mar jaaungi

Le teri ho gayi yaar sajna ve sajna, ho sajna mere yaar sajna.
Sajna…sajna...
Tu aur kissi ka na hona, main jeete jee mar jaaungi
Teri khaatir duniya se ab tanha hi lad jaaungi
Aur kissi ka na hona, main jeete jee mar jaaungi
Teri khaatir duniya se ab tanha hi lad jaaungi
Maine tujhko kahaan piya ye tan-man tere naam kiya -2
Le teri ho gayi yaar sajna…oh sajna mere yaar sajna ve sajna
Mann saath samandar dol gaya jo tu aankhon se bol gaya…
Oh… mann saath samandar dol gaya jo tu aankhon se bol gaya
Le teri ho gayi yaar sajna ve sajna, ho sajna mere yaar sajna ve sajna
Ho…sajna…sajna…sajna…sajna…sajna…

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0130 sec