Raghupati Raghav Raja Ram Lyrics & Tabs by Shankar Mahadevan

Raghupati Raghav Raja Ram

guitar chords lyrics

Shankar Mahadevan

Album : My Devotional Favourites hindi PlayStop

Raghupati Raghav Raja Ram
Patit paavan Sitaram
Satyagraha. Satyagraha.

Raghupati Raghav Raja Ram
Patit paavan Sitaram
Satyagraha.
Raghupati Raghav Rajaram
Patit paavan Sitaram
Ab tak dheeraj maanga tha
Prabhu ab dheeraj mat dena
(Prabhu ab dheeraj mat dena)
Sehte jayein, sehte jaayein, sehte jaayein.
Aisa bal bhi mat dena
(Aisa bal bhi mat dena)
Uth kar karne hain kuch kaam

Aisa bal bhi mat dena
(Aisa bal bhi mat dena)
Uth kar karne hain kuch kaam
Raghupati Raghav Raja Ram
Raghupati Raghav Raja Ram
Uth kar karne hain kuch kaam (twice)
Tum karuna ke saagar
Tum paalan karta
Par jo zulm hai karta
Wo kahaan tum se darta
Tu pooran parmatma
Tum antaryaami
Par phir kaise hoti rehti
Har pal ye manmaani
Ghayal hai bhola insaan
Raghupati Raghav Raja Ram
Raghupati Raghav Raja Ram
Ghaayal hai bhola insaan (twice)
(Ghaayal hai bhola insaan.)
Toot raha hai ab vishwas
Paanch varsh dhundhla aakash
Kaun dwaar hum khatkhayein
Kaunse waade dohraayein
Aam aadmi kitna.
Raghupati Raaghav Rajaram
Haan ghar se nikle hain subah
Tan-man-dhan sab hain taiyyar
Khali haath naa lotenge
Tay kar ke aaye iss baar
Andar ek sipaahi hai
Jisne lee angdaai hai
Ab tak soya soya tha
Sapno mein hi khoya tha
Bahut ho gaya hai vishram
Raghupati Raghav Rajaram
Raghupati Raghav Rajaram
Raghupati Raghav Rajaram.
Raghupati Raghav Raja Ram
Ghaayal hai bhola insaan
Raghupati Raghav Raja Ram
Uth kar karne hain kuch kaam (twice)
Raghupati Raghav Raja Ram
Patit paavan Sitaram

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0080 sec