Rab Janey Lyrics & Tabs by Shehzad Roy

Rab Janey

guitar chords lyrics

Shehzad Roy

Album : Rab JaneyPlayStop

mein janu na yeh tu janay hoga yeh ab kya rab janay

chal to paray rahein humein le jayein chahay jahan

jeevan jeevan bhar pyaar hayee sapno ka silsila hai
baatien karti hain khamoshian dil dil se yun mila hai
mil to gaye hain deewanay ban jayein gay ab afsanay
mil to gaye hain deewanay ban jayein gay ab afsanay
chal to paray rahein humein le jayein chahay jahan
aaaaaaaaaaaaaaaaa
aya bahon mein chand meri tarsay ka ab aasman
dono gumsum say ek dujay mein dhoond na paye sara jahan
acha bura kya pehchanay kehna yeh dil na koi manay

chal to paray rahein humaien le jaye chahay jahan
mein janu na yeh tu janay hoga yeh ab kya rab janay
mein janu na yeh tu janay hoga yeh ab kya rab janay
chal to paray rahein humein le jayein chahay jahan

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0071 sec