Phir Hath Mein Sharab Hai Lyrics & Tabs by Pankaj Udhas

Phir Hath Mein Sharab Hai

guitar chords lyrics

Pankaj Udhas

Album : Humnasheen pankaj PlayStop

Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main - 2
Ye cheez lajwaab hai, Ye cheez lajwaab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main

Gin kar piyoon main jaam to hota nahin nasha - 2
Mera alag hisaab, hai Mera alag hisaab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main
Saqi yakeen na aaye to, gardan jhuka ke dekh - 2
Sheeshe mein maahtaab hai, Sheeshe mein maahtaab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main
Haathon mein ek jaam hai, honthon pe ek ghazal - 2
Baaki khayal-o-khwab hai, Baaki khayal-o-khwab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main - 2


Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0107 sec