Parakhana Mat Lyrics & Tabs by Jagjit Singh

Parakhana Mat

guitar chords lyrics

Jagjit Singh

Album : Aaeena hindi PlayStop

Parakhna mat-parakhne mein koyii aapna nahiin rehta
kissi bhii aaeene mein der tak chehra nahiin rehta
Bade logon se milne mein hamesha faasla rakhna

jahaa dariya samandar se mila-dariya nahiin rehta
Toumhaara shahar to bilkul naye andaaz walaa hain
humare shahar mein bhi ab koyii hum sa nahiin rehta
Mohabbat mein ek khushboun hain-hamesha saath chalti hain,
koyii insaaan tanhaai mein bhii tanhaaa nahiin rehta

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0179 sec