Nain Mile Chain Kahan Lyrics & Tabs by Manna Dey

Nain Mile Chain Kahan

guitar chords lyrics

Manna Dey

Album : A Tribute to the Legendary Singer Manna Dey hindi PlayStop

Nain mile chain kahaan
Dil hai wahin tu hai jahaan
Ye kyaa kiyaa sainyaa saanwre

Ho toone ye kyaa kiyaa sainyaa saanwre
Nain mile chain kahaan
Dil hai wahin tu hai jahaan
Ye kyaa kiyaa sainyaa saanwre
O toone ye kyaa kiyaa sainyaa saanwre
Chup chup rahke lutaayaa dil tujhpe
Chup chup rahke lutaayaa dil tujhpe
Ik sukh paayaa maine sau dukh sah ke
Ik sukh paayaa maine sau dukh sah ke
Chup chup rahke
Dil mein dil mein gali gali
Ab to baat phail chali

Chup chup rahke
Dil mein dil mein gali gali
Ab to baat phail chali
Ye kyaa kiyaa toone saanware
Ho ye kyaa kiyaa toone saanware
Kaun se gagan ke tale
Dil ye meraa le ke chale
Do nainaa tere baawre
Ho gori do nainaa tere baawre
Natkhat nainaa na maane meraa kehnaa
Natkhat nainaa na maane meraa kehnaa
Har dam chaahe teri galiyon mein rehnaa
Har dam chaahe teri galiyon mein rehnaa
Natkhat naina
Hans ke mohe loot gaye,
Kuchh kahaa to rooth gaye
Do nainaa tere baawre
O gori do nainaa tere baawre.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0104 sec