Mujhe Tum Nazar Se Lyrics & Tabs by Mehdi Hassan

Mujhe Tum Nazar Se

guitar chords lyrics

Mehdi Hassan

Album : Mehdi Hassan ghazal PlayStop

mujhe tum nazar se gira to rahe ho
mujhe tum kabhi bhi bhula na sako gay
mujhe tum nazar se gira to rahe ho

mujhe tum kabhi bhi bhula na sako gay
na'jaane mujhe Kyun yaqeen ho chala hai
mere pyar ko tum mita na sako gay
mujhe tum nazar se...
meri yaad ho gi, jidhar jao gay tum
kabhi naghma ban k, kabhi ban k aansoo
kabhi naghma ban k, kabhi ban k aansoo
tarapta mujhe hartaraf paoge tum
shama jo jalai hai meri wafa ne
bujhana bhi chaho, bujha na sako gay
mujhe tum nazar se...
kabhi naam baaton mein aaya jo mera

bujhana bhi chaho, bujha na sako gay
mujhe tum nazar se...
kabhi naam baaton mein aaya jo mera
to be'chain ho ho k dil thaam lo gay
to be'chain ho ho k dil thaam lo gay
nigaahon mein chaaye ga ghum ka andheira
kisi ne jo poocha sabab aansuon ka
batana bhi chaho, bataa na sako gay
mujhe tum nazar se gira to rahe ho
mujhe tum kabhi bhi bhula na sako gay
mujhe tum nazar se...

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0139 sec