Meri Aankhein Jadu Bari Lyrics & Tabs by Shreya Ghoshal

Meri Aankhein Jadu Bari

guitar chords lyrics

Shreya Ghoshal

Album : Koi Tujh Sa Kahaan bollywood PlayStop

Teri aankhein keh gayi keh gayi
Teri aankhein keh gayi keh gayi
Teri aankhein keh gayi

Teri aankhein keh gayi
Teri aankhein keh gayi
Teri aankhein keh gayi
Aankho se na jaane kyaa
Neendein na aaye raaton mein
Raaton mein aye.
Main jagoon aksar
Main jagoon aksar
Main jagoon aksar
Main jagoon aksar
Are chal gaya kash kar
Tera jaadu mujh par

Main jagoon aksar
Are chal gaya kash kar
Tera jaadu mujh par
Main jagoon aksar
Main jagoon aksar
Are chal gaya kash kar
Tera jaadu mujh par
Teri aankhein keh gayi keh gayi
Teri aankhein keh gayi keh gayi
Ho kyaa cheez mujh mein
Bhaati hain tujhko
Woh pehale pahel tune kahan thaa
Dekhun tujhe jo jaa jaamein jaan aati
Teri baat sunkar ye maine kahan thaa
Chalo jaao chhodo na baatein banao
Bhala maine kab ye kab ye kahaa
Tang na kar teri nazron se nazron se aye hai
Are ab to bas kar are ab to bas kar
Are chal gaya kash kar
Tera jaadu mujh par
Main jagoon aksar
Main jagoon aksar
Are chal gaya kash kar
Tera jaadu mujh par
Mujhe tang karke mera dil jhala ke
Mohabbat bhi karte ho meri tarah se
O ho teri hi liye to dhadkata hain ye dil
Baatein hi karte ho kuch is adda se
Shayad mohabbat mein khatta kar gaya hoon
Mujhe maaf kardo mujhe maaf kardo
Ghum ho gaye tere jhulfo ke haay jhulfo ke
Are mujhko dash kar are mujhko dash kar
Are chal gaya kash kar
Tera jaadu mujh par
Main jagoon aksar
Main jagoon aksar
Are chal gaya kash kar
Tera jaadu mujh par
Teri aankhein keh gayi
Teri aankhein keh gayi
Teri aankhein keh gayi
Teri aankhein keh gayi
Aankho se na jaane kyaa
Neendein na aaye raaton mein
Raaton mein raaton mein aye.
Main jagoon aksar
Main jagoon aksar
Are chal gaya kash kar
Tera jaadu mujh par
Main jagoon aksar
Main jagoon aksar
Are chal gaya kash kar
Tera jaadu mujh par.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0075 sec