Masti Lyrics & Tabs by KK

Masti

guitar chords lyrics

KK

Album : HumsafarPlayStop

Banda hu main jaise ho tum bhi yaaro
Koyi khata ho toh paththar na maaro
Ho na khata toh jine ka bol maja bhi kya hai

Masti bina yahaan jine mein yaar rakha bhi kya hai
(Masti, masti, masti aa karle masti
Hasate hasate basti dilon ki basti) - (2)
Masti, masti, masti...
Masti...
Karle masti...
Masti... karle masti
Masti, masti, masti...
Sabse milu julu, hai sabko salaam
Husnwaalo le lo aankhon ka payaam
Hum pe jo waqt hai woh sakht hai, saanse hai ruki
De de woh dil sanam ya kamse kam aa karle dosti

Husnwaalo le lo aankhon ka payaam
Hum pe jo waqt hai woh sakht hai, saanse hai ruki
De de woh dil sanam ya kamse kam aa karle dosti
(Masti, masti, masti aa karle masti
Hasate hasate basti dilon ki basti) - (2)
Masti, masti, masti aa karle masti
Masti...
Karle masti...

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0096 sec