Main Jaagun Aksar (Version 1) Lyrics & Tabs by Javed Ali, Ali Aslam & Shreya Ghoshal

Main Jaagun Aksar (Version 1)

guitar chords lyrics

Javed Ali, Ali Aslam & Shreya Ghoshal

Album : War Chhod Na Yaar (Original Motion Picture Soundtrack)PlayStop

Teri aankhein keh gayi, keh gayi
Teri aankhein keh gayi, keh gayi
Teri aankhein keh gayi

Teri aankhein keh gayi
Aa. haa.
Teri aankhein keh gayin
Teri aankhein keh gayin
Aankhon se na jaane kya
Neend naa aaye raaton mein
Raaton mein...
Main jaagun aksar
Main jaagun aksar
Main jaagun aksar
Main jaagun aksar
Arey chal gaya kaskar

Main jaagun aksar
Main jaagun aksar
Arey chal gaya kaskar
Tera jaadu mujh par
Main jaagun aksar
Main jaagun aksar
Arey chal gaya kaskar
Tera jaadu mujh par
Teri aankhein keh gayi, keh gayi
Teri aankhein keh gayi, keh gayi
Ho. kya cheez mujh mein bhaati hain tujhko
Woh pehle pahel tune kahan tha
Dekhun tujhe jaan, jaan mein hai jaan aati
Teri baat sunkar ye maine kahan thaa
Chalo jaao chodo na baatein banao
Bhala maine kab ye kab ye kaha
Tang na kar teri nazron se, nazron se.
Arey ab to bas kar
Arey ab to bas kar
Arey chal gaya kas-kar
Tera jaadu mujh par
Main jaagun aksar
Main jaagun aksar
Arey chal gaya kas-kar
Tera jaadu mujh par
Mujhe tang karke, mera dil jala ke
Mohabbat bhi karte ho, meri tarah se
O ho.
Teri hi liye to dhadkata hai ye dil
Baatein hi karte ho kuch is adaa se
Shayad mohabbat mein khata kar gaya hoon
Mujhe maaf kar do, mujhe maaf kar do
Naag gaye teri zulfon ke haay, Zulfo ke.
Arey mujhko das kar
Arey mujhko das kar
Arey chal gaya kas kar
Tera jaadu mujh par
Main jaagoon aksar
Main jaagoon aksar
Arey chal gaya kas kar
Tera jaadu mujh par
Teri aankhein keh gayi. Aankhon se naa jaane kya
Neend na aaye raaton mein
Raaton mein, raaton mein.
Main jaagun aksar
Main jaagun aksar
Arey chal gaya kaskar
Tera jaadu mujh par
Main jaagun aksar
Main jaagun aksar
Arey chal gaya kash kar
Tera jaadu mujh par

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0096 sec