Main Hosh Mein Hoon Lyrics & Tabs by Abida Parveen

Main Hosh Mein Hoon

guitar chords lyrics

Abida Parveen

Album : Ishq MastanaPlayStop

Main hosh mein hun to tera hun, Deewana hun to tera hun
Hun raaz ager to tera hun, afsaana hun to tera hun
Barbaad kiya barbaad hua, aabad kiya aabad hua

veerana hun to tera hun, Kaashaana hun to tera hun
Tuu mere kaif ki duniya hai, tuu meri masti ka aalam
Paimaana hun to tera hun, Maikhaana hun to tera hun
Har Zarra Zaheen ki hasti ka, Tasveer hai teri sar-ta-paa
O kaaba-e-dil dhaane wale, butt khaana hun to tera hun

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0081 sec