Kuchh Kehta Hai Ye Savan (From "Mera Gaon Mera Desh") Lyrics & Tabs by Mohammed Rafi & Lata Mangeshkar

Kuchh Kehta Hai Ye Savan (From "Mera Gaon Mera Desh")

guitar chords lyrics

Mohammed Rafi & Lata Mangeshkar

Album : 20 Ultimate Bollywood Duets india PlayStop

kuchh kehta hai ye sawan, kya kehta hai
kuchh kehta hai ye sawan, kya kehta hai
sham savere dil mein mere too rehata hai, o o o too rehata hai

o o, o kuchh kehati hai ye badali, kya kehati hai
o kuchh kehati hai ye badali, kya kehati hai
sham savere dil me mere too rehati hai, oy oy oy too rehati hai
rimjhim gata hai pani, kyun gata hai
prit me sajan git ye jivan ban jata hai, ban jata hai
phir aai purwai, kyun aai hai
phir aai purwai, kyun aai hai
sajani teraa prem sandesa ye lai hai
bhigi bhigi raton me kya hota hai
bhigi bhigi raton me kya hota hai
nind naa aaye hamko haye jag sota hai, jag sota hai
khilati hai tab kaliya, kab khilati hai

bhigi bhigi raton me kya hota hai
nind naa aaye hamko haye jag sota hai, jag sota hai
khilati hai tab kaliya, kab khilati hai
khilati hai tab kaliya, kab khilati hai
teri akhiya meri akhiya jab milati hai
chham chham bajati hai payal, kab bajati hai
chham chham bajati hai payal, kab bajati hai
prem ke path par rup ko thokar jab lagati hai, jab lagati hai
dhak dhak karata hai dil, kyun karata hai
dhak dhak karata hai dil, kyun karata hai
log naa sun le pyar ki baate mann darata hai
are jate hain pardesi, kyun jate hai
dur akele des ke mele yad aate hai, o o o yad aate hai
jhar jhar behata hai jharna, kyun behata hai
aai javani rut mastani ye kehata hai, ye kehata hai
kuchh kehta hai ye sawan, kya kehta hai
aa aa aa aa kuchh kehta hai

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0570 sec