Kuch Kar Maula Lyrics & Tabs by Abhijeet Sawant

Kuch Kar Maula

guitar chords lyrics

Abhijeet Sawant

Album : FaridaPlayStop

Kuch kar maula, kuch kar maula
Dil hone ko hai patthar maula
Kuch kar maula, kuch kar maula

Zakhmon ko par bhar de maula
Duniya bhar mein tabahi kyoon hai
Chup tu aese ilaahi kyoon hai
Kahin gam hai, maatam hai
Kaheen aankhein sabhi nam hain
kahin khoon bhi ek rang hai
Kahin tere naam se jang hai
Kuchh kar maula, kuchh kar maula
Zakhmon ko par bhar de maula
Kuchh kar maula, kuchh kar maula
Rasta de, rehbar de maula
Darbadar main dhoop mein tarasa re

Kuchh kar maula, kuchh kar maula
Rasta de, rehbar de maula
Darbadar main dhoop mein tarasa re
Barsa na paani ka katra re
Kis kadar khata bhi kya hui
Batla de, Ummedein kyoon kam hain
Kyoon zakhm hi marham hain
Kya itne bure ham hain
Naaraz tu har dam hai
Kuchh kar maula, kuchh kar maula
Zakhmon ko par bhar de maula
Kuchh kar maula, kuchh kar maula
Rasta de, rehbar de maula
Duniya bhar mein tabahi kyoon hai
Chup tu aese ilahi kyun hai
Kaheen gham hai, matam hai
Kaheen aankhe sabhi nam hain
kaheen khoon bhi ek rang hai
Kahin tere nam se jang hai
Kuch kar maula, kuchh kar maula
Dil hone ko hai pathar maula
Kuchh kar maula, maula, maula.

More tracks of "Abhijeet Sawant"

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0081 sec