Kabhi Saya Hai Kabhi Dhoop Lyrics & Tabs by Pankaj Udhas

Kabhi Saya Hai Kabhi Dhoop

guitar chords lyrics

Pankaj Udhas

Album : Tarrannum Vol. 1 ghazal PlayStop

Kabhi saya hai kabhi dhoop
Muqaddar mera
Kabhi saya hai kabhi dhoop

Muqaddar mera
Rota rehta hain yunhi karz
Barabar kar mera
Kabhi saya hai kabhi dhoop
Muqaddar mera
Kabhi saya hai.
Tut jaate hain kabhi mere
Kinaare mujh mein
Tut jaate hain kabhi mere
Kinaare mujh mein
Doob jaata hain kabhi mujh mein
Samandar mera

Kinaare mujh mein
Doob jaata hain kabhi mujh mein
Samandar mera
Doob jaata hain kabhi mujh mein
Samandar mera
Kabhi saya hai.
Kitane haste huye mausam
Abhi aate lekin
Kitane haste huye mausam
Abhi aate lekin
Ek hi dhoop ne khundhala diya
Manzar mera
Ek hi dhoop ne khundhala diya
Manzar mera
Kabhi saya hai.
Baawafa thaa to
Mujhe puchhanewale bhi na the
Baawafa thaa to
Mujhe puchhanewale bhi na the
Bewafa hoon to huaa naam bhi
Ghar ghar mera
Bewafa hoon to huaa naam bhi
Ghar ghar mera
Kabhi saya hai kabhi dhoop
Muqaddar mera
Rota rehta hain yunhi karz
Barabar kar mera
Kabhi saya hai kabhi dhoop
Muqaddar mera
Kabhi saya hai.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0141 sec