Jo Pyaar Karta Hai Lyrics & Tabs by Anuradha Paudwal, Sanjeev Darshan, Manohar Shetty & Kavita Krishnamurthy

Album : Yeh Raaste Hain Pyaar Ke (Original Motion Picture Soundtrack)PlayStop

Kisi Ki Aankhon Ka Kajal Ban Jata Hai
Kisi Ki Zulfon Ka Badal Ban Jata Hai
Kisi Ke Pido Ka Ghayal Ban Jata Hai

Jo Pyaar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Kisi Ki Aankhon Ka Kajal Ban Jata Hai
Kisi Ki Zulfon Ka Badal Ban Jata Hai
Kisi Ke Pido Ka Ghayal Ban Jata Hai
Jo Pyaar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pyaar Mein Jeena Pyaar Mein Marna
Aaj Hi Kar Lo Jo Hai Karna

Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pyaar Mein Jeena Pyaar Mein Marna
Aaj Hi Kar Lo Jo Hai Karna
Der Bahut Ho Jayegi Warna
Aaj Ka Din Jo Guzar Gaya To
Kal Ban Jata Hai
Aaj Ka Din Jo Guzar Gaya To
Kal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Yaadein Umangein Armaan Sapne
Sab Ke Yahan Ghar Apne Apne
Yeh Sach Hai Yeh Maana Sab Ne
Shahed Yeh Dil Ka Ujde To Jungle Ban Jaata Hai
Shahed Yeh Dil Ka Ujde To Jungle Ban Jaata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Dil Deta Hai Jaan Leta Hai
Amrit Mein Vish Bhar Deta Hai
Jeena Mushkil Kar Deta Hai
Pyar Kabhi Har Ek Mushkil Ka Hal Ban Jata Hai
Pyar Kabhi Har Ek Mushkil Ka Hal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Kisi Ki Aankhon Ka Kajal Ban Jata Hai
Kisi Ki Zulfon Ka Badal Ban Jata Hai
Kisi Ke Pido Ka Ghayal Ban Jata Hai
Jo Pyaar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0089 sec