Jab Pyaar Kisi Se Hota Hai Lyrics & Tabs by Mohammed Rafi

Jab Pyaar Kisi Se Hota Hai

guitar chords lyrics

Mohammed Rafi

Album : Legends - Mohd. Rafi - The Virtuoso - 2 bollywood PlayStop

Oh ho..., ah ha.
Oh jiya oh, jiya oh jiya kuchh bol do
Arrey oh, dil ka parda khol do

Oh jiya oh, jiya oh jiya kuchh bol do
Arrey oh, dil ka parda khol do
Ahha ha ha ha
Jab pyaar kisi se hota hai
To dard sa dil mein hota hai
Tum ek haseen ho laakhon mein
Bhala paake tume koi khota hai
Jiya oh, jiya oh jiya kuchh bol do
Nazron se kitne teer chale
Chalne do jigar par jhelenge
In pyaar ki ujli raahon par
Hum jaana ki baazi khelenge

Chalne do jigar par jhelenge
In pyaar ki ujli raahon par
Hum jaana ki baazi khelenge
In do naino ke sagar mein
Koi dil ki naiya dubota hai
Jiya oh, jiya oh jiya kuchh bol do
Arrey oh, dil ka parda khol do...
Tum bhi to is aag mein jalte ho
Chehre se bayaa ho jaata hain
Har baat pe aahe bharte ho
Har baar pe dil tharraata hai
Jab dil pe chhuriyaan chalti hain
Kab chain se koi sota hai
Jiya oh, jiya oh jiya kuchh bol do
Arrey oh, dil ka parda khol do

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0073 sec