Ishq Mein Lyrics & Tabs by KK, Sunidhi Chauhan & Anu Malik

Ishq Mein

guitar chords lyrics

KK, Sunidhi Chauhan & Anu Malik

Album : No Entry (Original Motion Picture Soundtrack)PlayStop

Ishq mein ishq mein ishq mein ishq mein
Ishq mein ishq mein ishq mein ishq mein
Ishq mein ishq mein ishq mein ishq mein

Ishq mein ishq mein ishq mein ishq mein
Ishq mein ishq mein ishq mein ishq mein
yeh ishq mein kiya kho gaya kuch kuch hone laga kuch toh kho gaya
janeja nishana hai tera mera dil deewana hai tera
janeja nishana hai tera mera dil deewana hai tera
tere bina na mane jiya ishq se janeman ishq maine kiya
janeja nishana hai tera mera dil deewana hai tera
Ishq mein ishq mein ishq mein ishq mein
Ishq mein ishq mein ishq mein ishq mein
mehki mehki mulakaton mein sehme sehme khayalaton mein
kuch na kuch hai teri baaton mein main gaya kaam se
khwabon mein is angadayi mein bhikri bhikri tanhayi mein

mehki mehki mulakaton mein sehme sehme khayalaton mein
kuch na kuch hai teri baaton mein main gaya kaam se
khwabon mein is angadayi mein bhikri bhikri tanhayi mein
main gumshuda hoon shaam se
pyara hai fasana yeh tera mera dil deewana hai tera
janeja nishana hai tera mera dil deewana tera
Ishq mein ishq mein ishq mein ishq mein
Ishq mein ishq mein ishq mein ishq mein
aati hai kabhi kabhi jati hai mujhko kitna tadpati hai
tanha raaton ko jagati hai tu mujhe aaj kal
dilbar mera bada pyara hai uski chahaat ne mara hai
chede tujhe dil toh sambhal
mera dil deewana hai tera tera dil deewana hai mera
janeja nishana hai tera mera dil deewana hai tera
yeh ishq mein kiya kho gaya kuch kuch hone laga kuch toh kho gaya
janeja nishana hai tera mera dil deewana hai tera
janeja nishana hai tera mera dil deewana hai tera
Ishq mein ishq mein ishq mein ishq mein
Ishq mein ishq mein ishq mein ishq mein

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0115 sec