Hum Kis Galli Ja Rahe Hain Lyrics & Tabs by Atif Aslam

Hum Kis Galli Ja Rahe Hain

guitar chords lyrics

Atif Aslam

Album : Best of Atif Aslam pakistani rock PlayStop

Hum kis gali ja rahein hain
Hum kis gali ja rahein hain
Apna koi thikana nahin

Apna koi thikana nahin
Armaano ki anjuman mein
Besud hain apani lagan mein
Apna koi fasaana nahin
Apna koi fasaana nahin
Ye yi ye yi ye yi ye...
Oh o o o o o...
Ye yi ye yi ye yi ye... ou oh
O o o o o o o...
Ye yi ye yi ye yi ye...
Ek ajnabi sa chehara,
Rehata hain meri nazar mein

Ye yi ye yi ye yi ye...
Ek ajnabi sa chehara,
Rehata hain meri nazar mein
Ek dard aa ke thehara,
Din raat darde jigar mein
Ek ajnabi sa chehara,
Rehata hain meri nazar mein
Ek dard aa ke thehara,
Din raat darde jigar mein
Jaagi hai kaisi talab si,
Ye aarzoo hai ajab si
Lekin kisiko bataana nahin
Lekin kisiko bataana nahin
Hum kis gali ja rahein hain
Hum kis gali ja rahein hain
Apna koi thikana nahin
Apna koi thikana nahin
Betaabiyaan hain pal pal,
Chayaa ye kaisa nasha hai
Khaamoshiyon mein sada,
Hosh bhi gumshuda hai
Betaabiyaan hain pal pal,
Chayaa ye kaisa nasha hai
Khaamoshiyon mein sada,
Hosh bhi gumshuda hai
Darta ghumata hai,
Masti mein kyon jhumata hai
Deewaane dil ne jaana nahin
Deewaane dil ne jaana nahin
Hum kis gali ja rahein hain
Hum kis gali ja rahein hain
Apna koi thikana nahin
Apna koi thikana nahin
Apna koi thikana nahin
Apna koi thikana nahin

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0060 sec