Hichki Hichki Lyrics & Tabs by Sunidhi Chauhan

Hichki Hichki

guitar chords lyrics

Sunidhi Chauhan

Album : Paa (Original Motion Picture Soundtrack) bollywood PlayStop

Hichki hichki hichak hichki ho na jana
Khwabon ki gali mein tu yaad ban ke kho na jana
Hichki hichki hichak hichki ho na jana

Khwabon ki gali mein tu yaad ban ke kho na jana
Hichki hichki hichak hichki ho na jana
Khwabon ki gali mein tu yaad ban ke kho na jana
Hichak hichki ka aana jana
Sisak siski ka tana bana
Kisi ki hichki hai kisi ki siski hai
Siskiyon ki bheed mein tu kho na jana
Hichki hichki hichak hichki ho na jana
Jo hai pataa wo na bataa
Raaz chupaane mein hai sacha mazaa
Kehna hai jo keh dogey na
Baatein banane ko hai kuch na bachaa

Raaz chupaane mein hai sacha mazaa
Kehna hai jo keh dogey na
Baatein banane ko hai kuch na bachaa
Basti hoon main kyunki maine kabhi kuch na kahaa
Baaton hi mein baaton se tu baaton ko na badhaa
Hothon ki baatein kabhi honthon se jaae nahi honthon pe rehne do na ja
Hichki hichki hichak hichki ho na jana
Khwabon ki gali mein tu yaad ban ke kho na jana
Hichki hichki hichak hichki ho na jana
Khwabon ki gali mein tu yaad ban ke kho na jana
Jaane do na jeene do na jeene se roko nahi jaane do na
Jaane na woh jaanega toh jiyega aise jaise koi sazaa
Hasta hai woh kyunki tune abhi kuch na kaha
Baaton hi mein baaton se tu baaton ko na badhaa
Honthon ki baatein kabhi honthon se jaaye nahi hothon pe rehne de na ja
Hichki hichki hichak hichki ho na jana
Khwabon ki gali mein tu yaad ban ke kho na jana
Hichki hichki hichak hichki ho na jana
Khwabon ki gali mein tu yaad ban ke kho na jana
Hichak hichki ka aana jana sisak siski ka tana bana
Kisi ki hichki hai kisi ki siski hai siskiyon ki bheed mein tu kho na jana
Hichki hichki hichak hichki ho na jana

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0055 sec