Hato Kaheko Banaye Jhoothi Batiyan Lyrics & Tabs by Manna Dey
Hato Kaheko Banaye Jhoothi Batiyan
guitar chords lyrics
hato kaahe ko jhutii banaa_o batiyaan
gair kaa saath hai aur roz mulaaqaate hai
pyaar hai us ke liye aur ham se faqat baate hai
jaao jaao jaao jhuthi baat na banaao
jal rahi virah me saiyaa aur na jalaao
hato kaahe ko jhuti
ye udi udi si ragat
ye khule khule se gesu
teri subah kah rahi hai
teri raat kaa fasaanaa
dekho ji kisi kaa pyaar ham se na chhupaao
sab hame pataa hai pyaare nain na jhukaao
suno kahati hai kyaa kyaa tumhari akhiyaan
hato kaahe ko jhuti
suno kahati hai kyaa kyaa tumhari akhiyaan
hato kaahe ko jhuti