Ek Ladki Deewani Si Lyrics & Tabs by Anand Raj Anand

Ek Ladki Deewani Si

guitar chords lyrics

Anand Raj Anand

Album : Kyo Kii... Main Jhuth Nahin Bolta bollywood PlayStop

Tarara tarara tarara ra, tarara tarara ru ru
Tarara tarara tarara rara, tarara ru ringa ru
Ek ladki deewani si dil le gayi, le gayi, le gayi

Is mein kya bolo yaaron hai meri khataa
Arre nai nai nai nai nai nai
Yeh to hota hi rehta hai
Yeh hi chaahat hai deewane
Kya tujhko nahin pataa
Oh, ek ladki deewani si dil le gayi, le gayi, le gayi
Is mein kya bolo yaaron hai meri khataa
Arre nai nai nai nai nai nai
Yeh to hota hi rehta hai
Yeh hi chaahat hai deewane
Kya tujhko nahin pataa
Ek ladki deewani si

Yeh hi chaahat hai deewane
Kya tujhko nahin pataa
Ek ladki deewani si
Mm, roz raste pe dikhti hai, zulf lehraati phirti hai
Honth muskaate rehte hai, baat aankhon se karti hai
Gar nazar tumko aa jaaye, pataa tum uska le le na
Agar aisa na ho paaya, hamaara number de de na, haaye
5-2-1-2 kya kya tha, number bhi bhoola dekho
Is mein kya bolo yaaron hai meri khataa
Arre nai nai nai nai nai nai
Yeh to hota hi rehta hai
Yeh hi chaahat hai deewane
Kya tujhko nahin pataa
Ek ladki deewani si
Haaye, kya baat hai
Tarara tarara tarara ra, tarara tarara ru ru
Tarara tarara tarara rara, tarara ru ringa ru
Nazar se jaise bijli hai, figure se jaise machchli hai
Zara si baheki baheki hai, zara si machli machli hai
Woh shama hai hum parwaane, uski surat ke deewane
Uske sadke main apna sar jhukaakar ghal jaana jaane
Dil uski raahon mein yeh mit jaane ko karta hai
Is mein kya bolo yaaron hai meri khataa
Arre nai nai nai nai na na
Yeh to hota hi rehta hai
Yeh hi chaahat hai deewane
Kya tujhko nahin pataa
Ho, ek ladki deewani si dil le gayi, le gayi, le gayi
Is mein kya bolo yaaron hai meri khataa
Arre nai nai nai nai nai nai
Yeh to hota hi rehta hai
Yeh hi chaahat hai deewane
Kya tujhko nahin pataa
Haan, tarara tarara tarara ra, tarara tarara ru ru
Tarara tarara tarara rara, tarara ru ringa ru
Tarara tarara tarara ra, tarara tarara ru ru
Tarara tarara tarara rara, tarara ru ringa ru

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0092 sec