Dil Kaise Tod Dete Hain Lyrics & Tabs by Pankaj Udhas

Dil Kaise Tod Dete Hain

guitar chords lyrics

Pankaj Udhas

Album : Nabeel pankaj PlayStop

Iss saadagi pe kaun na marjaye aye khuda

Ladte hain aur haath mein talvar bhi nahi

Ye yaar baat milne ka waada nahi kiya
Ye yaar baat milne ka waada nahi kiya
Waise to unke hotho par inkaar bhi nahi
Dil kaise tod dete hain samja diya ke yun

Patthar ko usne shishe se takra diya ke yun

Puchha ke chaand din mein nikalta hai kis tarah

Aanchal ko usne chehre se sarka diya ke yun

Puchha ghataye dhoop mein chhanti hai kis tarah

Usne hawa mein zulfon ko lehra diya ke yun
Usne hawa mein zulfon ko lehra diya ke yun
Patthar ko usne shishe se takra diya ke yun
Dil kaise tod dete hain samja diya ke yun
Puchha ke meri pyaas ka rashid hain kya jawaab

Saakhi ne main aankhon se chhalka diya ke yun
Saakhi ne main aankhon se chhalka diya ke yun
Patthar ko usne shishe se takra diya ke yun
Dil kaise tod dete hain samja diya ke yun
Patthar ko usne shishe se takra diya ke yun
Dil kaise tod dete hain samja diya ke yun
Samja diya ke yun, samja diya ke yun.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0078 sec